Pages

http://sabtvonline.com/

Thursday, October 10, 2013

Sochta Hoon K Ek Bar Bewafai Karun

Dil mera har lamha jisay panay ki dua karta hai,
Misl-e-khushbu meri saanson men basa karta hy,
Us k lehjay se gulabon ki mehak aati hy,
Baat karta hy to waqt ruka karta hy,
SAGAR,,
Sochta hoon k ek bar bewafai karun,
Mai bi to dekhun k wo kaisay wafa karta hy.

No comments:

Post a Comment

http://sabtvonline.com/